Ae Dil Hai Mushkil guitar chords
ऐ दिल है मुश्किल
Ae Dil Hai Mushkil (2016) · Arijit Singh, Pritam · Key D#m · medium
Key: D#m (sounding) | Capo 0 | Play shapes in D#m
Chord shapes in this chart
Intro
Verse 1
Tu safar mera
ऐ दिल है मुश्किल जीना यहाँ
Hai tu hi meri manzil
Tere bina guzara
Ae dil hai mushkil
Verse 2
Tu mera khuda
Tu hi duaa main shaamil
Tere bina guzara
Ae dil hai mushkil
Chorus
Mujhe az maati hai
teri kami
Meri har kami ko hai
tu lazmi
Verse 4
Junoon hai mera
Banu main tere kaabil
Tere bina guzaara
Ae dil hai mushkil
Chorus
Yeh rooh bhi meri
Yeh jism bhi mera
Ut na mera nahi
Jit na hua tera
Verse 6
Tu ne diya hai jo
Woh dard hi sahi
Tujh se mila hai toh
Eenaam hai mera
Chorus
Mera aas maan dhoondhe
teri zameen
Meri har kami ko hai
tu lazmi
Verse 8
Zameen pe na sahi
Toh aasmaan mein aa mil
Tere bina guzara
Ae dil hai mushkil
Chorus
Maana ki teri maujoodgi se
Yeh zindagani mehroom hai
Jeene ka koi dooja tareeka
Na mere dil ko maloom hai
Verse 10
Tujhko main kitni
shiddat se chahun
Chahe toh rehna
tu bekhabar
Chorus
Mohtaj manzil
ka toh nahi hai
Yeh ek tarfa mera safar
Verse 12
Safar Khoob surat hain
manzil se bhi
Meri har kami ko hai
tu lazmi
Chorus
Adhoora hoke bhi
hai ishq mera kaamil
Tere bina guzara
Ae dil hai mushkil
Outro
Original catalog key D#m.